Subscribe by Email

जरनैल को नौकरी से निकाला गया

पत्रकार जरनैल सिंह को हटा दिया गया है। जरनैल सिंह दैनिक जागरण में रक्षा मामलों से जुड़ी ख़बरें दिया करते थे। वो चुनाव से पहले उस वक़्त सुर्खियों में आए जब उन्होंने एक प्रेस कॉन्फ्रेंस में गृह मंत्री पी चिदंबरम पर जूता उछाल दिया था। वो सिख विरोधी दंगों के आरोपी जगदीश टाइटलर और सज्जन कुमार को कांग्रेस की तरफ से टिकट दिए जाने से नाराज़ थे।

जरनैल सिंह ने 7 अप्रैल को एक प्रेस कॉन्फ्रेंस में जगदीश टाइटलर और सज्जन कुमार को सीबीआई की तरफ से क्लीन चिट दिये जाने पर चिदंबरम से सवाल पूछा। चिदंबरम ने जवाब दिया लेकिन उससे जरनैल सिंह संतुष्ट नहीं हुए। विरोध जताने के लिए उन्होंने चिदंबरम के बगल में अपना जूता उछाल दिया। उसके बाद जरनैल को सुरक्षाकर्मियों ने पकड़ लिया। हालांकि तब चिदंबरम ने उन्हें तुरंत माफ़ कर दिया। कोई केस दर्ज नहीं किया गया और हल्की पूछताछ के बाद जरनैल को छोड़ दिया गया। चुनाव सिर पर थे और सिखों की भावनाओं को देखते हुए कांग्रेस ने जगदीश टाइटलर और सज्जन कुमार का टिकट भी काट दिया।

सिर्फ़ सरकार ने ही नहीं मौके की नज़ाकत को देखते हुए दैनिक जागरण ने भी तब जरनैल पर कोई कार्रवाई नहीं की। उन्हें कारण बताओ नोटिस जारी तो किया गया, मगर नौकरी से हटाया नहीं गया। अब चुनाव निपट चुका है। नई सरकार और मंत्रिमंडल का गठन हो चुका है। सबकुछ स्थिर लग रहा है और लोग भी उस घटना को भूलने लगे हैं। दैनिक जागरण प्रबंधन को भी ये लगने लगा कि जरनैल को बर्खास्त करने से कोई फर्क नहीं पड़ेगा… कहीं कोई विरोध नहीं होगा… तो उन्हें बर्खास्त कर दिया गया। जरनैल के मुताबिक उन्हें 1984 में सिखों के नरसंहार से जुड़े सही मुद्दे को उठाने की क़ीमत चुकानी पड़ रही है।

((इस मामले पर आप अपनी प्रतिक्रिया ज़रूर दें। साथ ही दैनिक जागरण की तरफ से जरैनल सिंह को दी गई चिट्ठी पढ़ने के लिए आप यहां क्लिक कर सकते हैं।))

Share This Post

5 Responses to जरनैल को नौकरी से निकाला गया

  1. Arun Kumar, General Secretary, Bihar Working Journalists Union Reply

    July 3, 2009 at 5:50 pm

    Whatever be the reason when Chidambaram himself chose not to go for any action against accused journalist Jarnail Singh and even his employer Dainik Jagran could not muster courage to take immediate action against him now it is nothing but a cowardice act to sack him after the elections. Also an act of sycophancy on the part of management. Yet another unethical act. One must be transparent in actions, at least Jarnail proved to be more transparent than the newspaper management.

  2. Ganesh Prasad Jha Reply

    July 3, 2009 at 8:55 pm

    Jarnail Singh ko to Dainik Jagran se jana hi tha. Jagran prabandhan ko congress sarkar ko naraj jo nahi karna hai. Par jo Dainik Jagran kisi ko niyukti patra nahi deta usne Jarnail ko termination letter diya yahi apne aap me bahut badi bat hai. Dainik Jagran me to niyukti ke din hi ek sade kagaj par niche hastakshar kara liya jata hai taki use jab kabhi prabandhan chahe istifa bana dale. Jagran me patrakar rakha kisi pad par jata hai aur daftar ke record me aur database me uska designation kuch aur hota hai. Har jagah bayimani hoti hai. Hahi ke dat khane ke aur, dikhane ke aur. Jarnail jutakand me controversy me aakar famous ho gaye the isliye ustarah ki bayemani unke sath prabandhan nahi kar paya. Jagran patrakaro se salosal tak to yu hi voucher par ya uske bhi vagair kam karata rahta hai. Kayi sal beet jane ke bad use six months ke liye probation par liya jata hai aur uske bad agar prabandhan chahta hai to hi karmachari permanent ho sakta hai. Par permanent hone par bhi prabandhan use koi niyukti patra ya koi aur chitthi nahi deta. Sabkuch muhjabani hota hai. Kagjat agar kuch hota hai to wah sab akhbar prabandhan ke pas hi rahta hai. Jab tak karmachari permanent nahi kiya jata use puri tankhwah voucher par milti hai. Is voucher ko ek prakar ka salary slip kah sakte hain. Iski do pratiyan hoti hai. Dono pratiyo par hastakshar karaya jata hai aur hastakshar karakar accounts wale dono pratiya apne pas rakh lete hain. Uski ek prati accounts department rakh leta hai aur carbon copy peon ke jariye cashier ko bhijwa di jati hai jaha se karmachari vetan ka bhugtan leta hai. Karmachari ko iski koi copy nahi di jati. Yaha tak ki karmachari voucher par hastakshar karne ke bad use khud lekar cashier ke pas payment lene bhi nahi ja sakta. Company ko dar hota hai ki karmachari apni niyukti se sambandhit koi kagjat kabhi daftar se bahar lekar chala gaya to wah bahar khud ko company ka mulajim sabit kar dega aur yah bat bhi khul jayegi ki muhjabani me uska pad kuch aur hai aur likhat-padhat me kuch aur. Company ise raj hi banaye rakhna chahti hai. Jab karmachari permanent ho jata hai to uski aadhi tankhwah bank ke khate me bhej di jati hai aur aadhi usi tarah chiperustam voucher se di jati hai. Voucher me karmachari ka jo pad likha rahta hai wah wahi hota jo designation company ke register aur database me hota hai. Man lijiye koi patrakat News Editor ke pad par rakha gaya hai aur wah kam bhi News Editor ka kar raha hai, par uska designation record me ho sakta hai Sub Editor ya Senior Sub Editor ho. Permanent hone par company kafi naj-nakhre ke sath patrakaro ko I-card deti hai. Us I-Card me patrakar ka pad nahi likha hota. Sirf department likha rahta hai-Sampadakiya Vibhag. Sabhi chote bade patrakaro ko ohda zero aur vibhag sampadakiya likhkar diya jata hai. Jagran me jab patrakar chutti ki arji sampadak ko deta hai to sampadak uspar manjoori ka hastakshar kar patrakar ko de nahi deta, rakh leta hai. Aisa nahi ki chutti swikrit karakar wah arji patrakar khud se lejakar accounts department me jama kara de. Sampadak apne hastakshar wala koi bhi kagjat patrakar ke hath me ya phir daftar se bahar nahi jane deta. Jagran me to sab golmal hai bhai sab golmal hai. Prabandhan nahi chahta ki akhbar me kam ki ke sammanjanak sthiti bane. Jagran ka work cuture bahut hi ghatiya aur galo-galauch aur dat-phatkar wala raha hai. Kisi achhi jagah kam karke kisi majboori me Jagran me jane wale ijjatdar patrakaro ko waha kafi apmanjanak sthitiyo me kam karna padta hai. Jagran me anubhav aur kam ki koi ijjat nahi hai, ijjat sirf uski hoti hai jo Sampadak aur General Manager ke paw choota hai. Sampadak ko samman ke sath namaskar karne yah hath jodkar pranam karne se bat nahi banti, jhukkar paw choona padta hai. Promotion aur badhiya increment tabhi milta hai jab aap Sampadak Aur General Manager ke age jhukte hai aur unke charan chute hain. Jo ijjatdat aur gururwale patrakar Sampadak aur General Manager ke charan nahi chute unhe sabke samne Sampadak ke hatho ya phir kisi aur ke hatho shareaam sabke samne jab-tab apmanit bhi hote rahna padta hai aur bar-bar jis-tis nalayako ki jhidkiya sunni padti hain. Kam se kam mera to yahi anubhav raha hai. Maine charan nahi chune walo ko bar-bar share aam apmanit hote dekha hai. Ab pata nahi bhai Jarnail Singh ji charan chune ka kam karte the ya nahi.
    Jarnail Singh ko Jagran ki naukri jane ka ratti bhar bhi gam nahi karna chahiye. Unhe jald hi kahi na kahi Jagran se jyada ijjatdar naukri mil jayegi. Unhe Dainik Jagran se nikale jane par meri badhai aur agli naukri ki peshgi shubhkamnayen bhi.

  3. arun Reply

    July 11, 2009 at 2:18 pm

    mera khyal hai ki jagran ne sahi faisala kiya hai. Tamam emotions hone ke baad bhi is tarah ki harkat ko bardasht nahi kiya jaa sakta. kisi bhi haalat mein nahi kisi bhi soorat mein nahi. Sawal chidambaram ki chalaki ka nahi hai, na hi is baat ka ki jagran kisi ko niyukti patra deta hai ya nahi. Mujhe ganesh prasad jha aur arun kumar dono ki daleel bachkani lag rahi hain. kyonki wo mamle ko kisi aur taraf le jaa rahe hain. mera manna hai ki jarnail singh se koi sahanubhuti rakhana galat hoga. Haan agar jarnail singh ko pachhtawa hai to achchhi baat hai. But iss mudde par jagran prabandhan ko dosh dena anuchit hai aur poori tarah se amanya hai.

  4. Arun Kumar, General Secretary, Bihar Working Journalists Union Reply

    July 13, 2009 at 8:00 pm

    Arun ji, Maine Kahin Bhi Jarnail Ko justify ya unjustify karne ki koshish nahin ki hai. Maine Bas itna bhar hi kaha hai ki aaj ki tarikh mein – itne dinon ke baad, election results ka intejar karne ke baad – Congress Ki jit dekh lelne ke baad prabandhan ki or se jo kiya gaya hai wah galat aur sahi hone ki bina par nahin kiya gaya hai. Yeh mahaj ek chamchagiri ka namuna hai. Maine bas itna hi kaha hai ki normally jo kuch bhi hota – wah ek alag bat hoti. Maine kahin bhi jutebazi ko bhi sahi nahin thahraya hai. Maine sirf itna kaha hai ki Jaranil jyada transparent dikha ish mamle mein aur prabandhan nahi. Sirf aur Sirf itna. Kripya Memer kathan ko jyada maine dene ki koshish mere sath nyaya nahin hogi.

  5. jarnail singh Reply

    July 14, 2009 at 10:35 pm

    Sadar parnaam, mere jin saatiyon ne suhanubhuti jatayee unka shukriya. jinhone election ke baad meri nokari jaane ko sahi thaharaya unka jyada shukriya. mein sach kah raha hun, maine jab dono tarah ke comment padhe to dono comments par mera dil sahmat ho raha tha. kuch saja mujhe jaroor milani chaahiye thee. Lekin kitani? is par bhi vichaar ho sakata hain. mera ek hi sawaal hai. mujhe to 3 mahine se bhi kam samay me saja mil gayi. Jinhone hajaaron nirdoshon ka qatl karvaya wo 25 saal baad bhi khule kyon ghoom rahe hain. ab 13 july ko tytler case mein main witness bhi duniya se chala gaya. nyay kab hoga????? hamara kathit savtantra media so kyon gaya hai?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

*

You may use these HTML tags and attributes: <a href="" title=""> <abbr title=""> <acronym title=""> <b> <blockquote cite=""> <cite> <code> <del datetime=""> <em> <i> <q cite=""> <strike> <strong>